Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka, Urdu Ghazal By Marghoob Ali

Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Marghoob Ali. Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سلوک دیکھ لیا بے ہنر ہواؤں کا

مرغوب علی

سلوک دیکھ لیا بے ہنر ہواؤں کا

ہر ایک شاخ ہے منظر اداس راہوں کا

وہ چاند بن کے مری رات پر اترتا ہے

تو کیسے یاد رکھوں رنگ پھر قباؤں کا

نہ کوئی نظم ہی لکھی نہ تجھ سے بات ہوئی

یہ پورا سال ہی ٹھہرا مجھے سزاؤں کا

طلب رہے تو مہکتے ہیں چاہتوں کے پھول

طلب مٹے تو صلہ کیسا پھر وفاؤں کا

نہیں یہ کوہ ندا سے ہے کچھ الگ بستی

جواب آتا نہیں لوٹ کر صداؤں کا

مرغوب علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka

Marghoob Ali

suluk dekh liya be-hunar hawaon ka
har ek shaKH hai manzar udas rahon ka

wo chand ban ke meri raat par utarta hai
to kaise yaad rakhun rang phir qabaon ka

na koi nazm hi likkhi na tujh se baat hui
ye pura sal hi Thahra mujhe sazaon ka

talab rahe to mahakte hain chahaton ke phul
talab miTe to sila kaisa phir wafaon ka

nahin ye koh-e-nida se hai kuchh alag basti
jawab aata nahin lauT kar sadaon ka

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka written by Marghoob Ali at UrduPoint. Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka is one of the masterpieces written by Marghoob Ali. You can also find the complete poetry collection of Marghoob Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Marghoob Ali' above.

Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.