Did-e-duniya Habab Ki Si Hai, Urdu Ghazal By Maroof Dehlvi

Did-e-duniya Habab Ki Si Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maroof Dehlvi. Did-e-duniya Habab Ki Si Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Did-e-duniya Habab Ki Si Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دید دنیا حباب کی سی ہے

معروف دہلوی

دید دنیا حباب کی سی ہے

اس کی تعبیر خواب کی سی ہے

ساقیا مے کہاں ہے شیشے میں

روشنی آفتاب کی سی ہے

پیرہن میں نمود تن سے ترے

ہلکی ایک تہ شہاب کی سی ہے

کس کا وصف دہن کیا تھا کہ آج

منہ میں خوشبو گلاب کی سی ہے

حالت اب دل کی ہجر میں معروفؔ

ایک شہر خراب کی سی ہے

معروف دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Did-e-duniya Habab Ki Si Hai

Maroof Dehlvi

did-e-duniya habab ki si hai
us ki tabir KHwab ki si hai

saqiya mai kahan hai shishe mein
raushni aaftab ki si hai

pairahan mein numud tan se tere
halki ek tah shahab ki si hai

kis ka wasf dahan kiya tha ki aaj
munh mein KHushbu gulab ki si hai

haalat ab dil ki hijr mein 'maruf'
ek shahr-e-KHarab ki si hai

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Did-e-duniya Habab Ki Si Hai written by Maroof Dehlvi at UrduPoint. Did-e-duniya Habab Ki Si Hai is one of the masterpieces written by Maroof Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Maroof Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maroof Dehlvi' above.

Did-e-duniya Habab Ki Si Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Did-e-duniya Habab Ki Si Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.