Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha, Urdu Ghazal By Maryam Gazala

Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maryam Gazala. Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ناؤ تنہا ہے اور بھنور تنہا

مریم غزالہ

ناؤ تنہا ہے اور بھنور تنہا

میں بھی تنہا مرا سفر تنہا

محفلیں میرے پیچھے آئیں گی

میں چلی جاؤں گی مگر تنہا

بزم میں زہر میں نے پی تو لیا

جھیلتی ہوں میں اب اثر تنہا

راز کی بات کھل نہ جائے کہیں

اس سے کہنا مری خبر تنہا

کارواں جس طرف سے گزرا تھا

دیکھتی ہوں میں وہ ڈگر تنہا

مریم غزالہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha

Maryam Gazala

naw tanha hai aur bhanwar tanha
main bhi tanha mera safar tanha

mahfilen mere pichhe aaengi
main chali jaungi magar tanha

bazm mein zahr main ne pi to liya
jhelti hun main ab asar tanha

raaz ki baat khul na jae kahin
us se kahna meri KHabar tanha

karwan jis taraf se guzra tha
dekhti hun main wo Dagar tanha

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha written by Maryam Gazala at UrduPoint. Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha is one of the masterpieces written by Maryam Gazala. You can also find the complete poetry collection of Maryam Gazala by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maryam Gazala' above.

Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naw Tanha Hai Aur Bhanwar Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.