Darmiyan Fasla Rah Gaya, Urdu Ghazal By Mashkoor Mamnoon Qannauji

Darmiyan Fasla Rah Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mashkoor Mamnoon Qannauji. Darmiyan Fasla Rah Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Darmiyan Fasla Rah Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درمیاں فاصلہ رہ گیا

مشکور ممنون قنوجی

درمیاں فاصلہ رہ گیا

وہ خفا تھا خفا رہ گیا

ہم سے احسان اترے نہیں

سر جھکا تھا جھکا رہ گیا

خواہشیں نا مکمل رہیں

ذہن پر بوجھ سا رہ گیا

اوڑھ لیں میں نے خاموشیاں

مسئلہ مسئلہ رہ گیا

کس قدر خوب صورت ہو تم

آئنہ سوچتا رہ گیا

وہ گیا اور مشکورؔ میں

دور تک دیکھتا رہ گیا

مشکور ممنون قنوجی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darmiyan Fasla Rah Gaya

Mashkoor Mamnoon Qannauji

darmiyan fasla rah gaya
wo KHafa tha KHafa rah gaya

hum se ehsan utre nahin
sar jhuka tha jhuka rah gaya

KHwahishen na-mukammal rahin
zehn par bojh sa rah gaya

oDh lin main ne KHamoshiyan
masala masala rah gaya

kis qadar KHubsurat ho tum
aaina sochta rah gaya

wo gaya aur 'mashkur' main
dur tak dekhta rah gaya

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darmiyan Fasla Rah Gaya written by Mashkoor Mamnoon Qannauji at UrduPoint. Darmiyan Fasla Rah Gaya is one of the masterpieces written by Mashkoor Mamnoon Qannauji. You can also find the complete poetry collection of Mashkoor Mamnoon Qannauji by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mashkoor Mamnoon Qannauji' above.

Darmiyan Fasla Rah Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darmiyan Fasla Rah Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.