Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba, Urdu Ghazal By Mashkoor Mamnoon Qannauji

Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mashkoor Mamnoon Qannauji. Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے سکون مری ہر خوشی کو لے ڈوبا

مشکور ممنون قنوجی

مرے سکون مری ہر خوشی کو لے ڈوبا

ترا فریب مری زندگی کو لے ڈوبا

چراغ راہ سے کچھ روشنی میسر تھی

ہوا کا زور اسی روشنی کو لے ڈوبا

ترے وصال میں رونق تھی میرے چہرے پر

ترا فراق مری تازگی کو لے ڈوبا

بدلنے والی تھی تقدیر میرا مستقبل

مرا جنون مری بہتری کو لے ڈوبا

ترقیوں کو تسلسل ہے انکساری میں

غرور آیا کہ بس آدمی کو لے ڈوبا

لبوں نے صبر تحمل کو کھا لیا مشکورؔ

ستم تمہارا مری خاموشی کو لے ڈوبا

مشکور ممنون قنوجی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba

Mashkoor Mamnoon Qannauji

mere sukun meri har KHushi ko le Duba
tera fareb meri zindagi ko le Duba

charagh-e-rah se kuchh raushni mayassar thi
hawa ka zor usi raushni ko le Duba

tere visal mein raunaq thi mere chehre par
tera firaq meri tazgi ko le Duba

badalne wali thi taqdir mera mustaqbil
mera junun meri behtari ko le Duba

taraqqiyon ko tasalsul hai inkisari mein
ghurur aaya ki bas aadmi ko le Duba

labon ne sabr tahammul ko kha liya 'mashkur'
sitam tumhaara meri KHamoshi ko le Duba

(658) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba written by Mashkoor Mamnoon Qannauji at UrduPoint. Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba is one of the masterpieces written by Mashkoor Mamnoon Qannauji. You can also find the complete poetry collection of Mashkoor Mamnoon Qannauji by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mashkoor Mamnoon Qannauji' above.

Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.