SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main, Urdu Ghazal By Masihuddin Shariq

SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masihuddin Shariq. SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سیکڑوں سال کی زبان ہوں میں

مسیح الدین شارق

سیکڑوں سال کی زبان ہوں میں

پھر بھی بے جان داستان ہوں میں

کچھ سمجھ میں مرے نہیں آتا

میں زمیں ہوں یا آسمان ہوں میں

تو ہے رونق مری میں تیرے بنا

ایک ویران سا مکان ہوں میں

جس خزانے کی تم تلاش میں ہو

اس خزانے کا اک نشان ہوں میں

صرف دو چار دن کی بات نہیں

زندگی بھر کا سائبان ہوں میں

مسیح الدین شارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main

Masihuddin Shariq

saikDon sal ki zaban hun main
phir bhi be-jaan dastan hun main

kuchh samajh mein mere nahin aata
main zamin hun ya aasman hun main

tu hai raunaq meri main tere bina
ek viran sa makan hun main

jis KHazane ki tum talash mein ho
us KHazane ka ek nishan hun main

sirf do-chaar din ki baat nahin
zindagi bhar ka saeban hun main

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main written by Masihuddin Shariq at UrduPoint. SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main is one of the masterpieces written by Masihuddin Shariq. You can also find the complete poetry collection of Masihuddin Shariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masihuddin Shariq' above.

SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like SaikDon Sal Ki Zaban Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.