Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi, Urdu Ghazal By Masood Maikash Muradabadi

Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Maikash Muradabadi. Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں قابل کرم ہے کہیں پیکر ستم بھی

مسعود میکش مراد آبادی

کہیں قابل کرم ہے کہیں پیکر ستم بھی

یہی زندگی جہنم یہی زندگی ارم بھی

میں وہ حرف اولیں ہوں نہ مٹا سکا زمانہ

کہ ہزار مجھ سے الجھے یہ جہاں کے پیچ و خم بھی

یہی فرق تو ہے ناداں ترے غم میں میرے غم میں

تجھے دوستوں کا غم ہے مجھے دشمنوں کا غم بھی

نہ خرد ہی ہم سفر ہے نہ جنوں ہی راہبر ہے

یہ مقام کون سا ہے یہاں رک گئے قدم بھی

یہ عجیب مے کدہ ہے کہ گمان میکدہ ہے

یہاں رند ہوش میں ہیں یہاں فکر بیش و کم بھی

مری زندگی میں ایسی کئی منزلیں بھی آئیں

جہاں کچھ نہ کام آئی تری پرسش کرم بھی

نہ ملی جنوں میں میکشؔ مجھے فرصت نظارہ

سر راہ یوں تو آئے کئی دیر بھی حرم بھی

مسعود میکش مراد آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi

Masood Maikash Muradabadi

kahin qabil-e-karam hai kahin paikar-e-sitam bhi
yahi zindagi jahannam yahi zindagi iram bhi

main wo harf-e-awwalin hun na miTa saka zamana
ki hazar mujh se uljhe ye jahan ke pech-o-KHam bhi

yahi farq to hai nadan tere gham mein mere gham mein
tujhe doston ka gham hai mujhe dushmanon ka gham bhi

na KHirad hi ham-safar hai na junun hi rahbar hai
ye maqam kaun sa hai yahan ruk gae qadam bhi

ye ajib mai-kada hai ki guman-e-mai-kada hai
yahan rind hosh mein hain yahan fikr-e-besh-o-kam bhi

meri zindagi mein aisi kai manzilen bhi aain
jahan kuchh na kaam aai teri pursish-e-karam bhi

na mili junun mein 'maikash' mujhe fursat-e-nazara
sar-e-rah yun to aae kai dair bhi haram bhi

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi written by Masood Maikash Muradabadi at UrduPoint. Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi is one of the masterpieces written by Masood Maikash Muradabadi. You can also find the complete poetry collection of Masood Maikash Muradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Maikash Muradabadi' above.

Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin Qabil-e-karam Hai Kahin Paikar-e-sitam Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.