Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein, Urdu Ghazal By Masood Qureshi

Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Qureshi. Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوستی کی جستجو ہے شہر میں

مسعود قریشی

دوستی کی جستجو ہے شہر میں

ہم بھی موتی ڈھونڈتے ہیں نہر میں

غور سے دیکھا تو ہر خورشید چاند

طبع روشن کتنی کم ہے دہر میں

جب بھی چاہا چل پڑی ماضی کی فلم

ایسی قدرت یاد کی اک لہر میں

جانتے ہیں کچھ ہمیں انساں زدہ

فرق انساں اور خدا کے قہر میں

شدت احساس تھی انعام عشق

شہد اب شیریں نہ تلخی زہر میں

ریت پر تھے کس قدر نقش جمیل

ہو گئے سب جذب چڑھتی لہر میں

مسعود قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein

Masood Qureshi

dosti ki justuju hai shahr mein
hum bhi moti DhunDte hain nahr mein

ghaur se dekha to har KHurshed chand
tab-e-raushan kitni kam hai dahr mein

jab bhi chaha chal paDi mazi ki film
aisi qudrat yaad ki ek lahr mein

jaante hain kuchh hamein insan-zada
farq insan aur KHuda ke qahr mein

shiddat-e-ehsas thi inam-e-ishq
shahd ab shirin na talKHi zahr mein

ret par the kis qadar naqsh-e-jamil
ho gae sab jazb chaDhti lahr mein

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein written by Masood Qureshi at UrduPoint. Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein is one of the masterpieces written by Masood Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Masood Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Qureshi' above.

Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dosti Ki Justuju Hai Shahr Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.