Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin, Urdu Ghazal By Masood Qureshi

Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Qureshi. Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جلوۂ شام ہے یہ صبح کا منظر تو نہیں

مسعود قریشی

جلوۂ شام ہے یہ صبح کا منظر تو نہیں

چاند کیسا بھی ہو سورج کے برابر تو نہیں

قحط شمشاد قداں وجۂ سرافرازی ہے

ورنہ سرکار کچھ ایسے بھی قد آور تو نہیں

اسم اعظم کوئی پھونکے تو یہ جادو ٹوٹے

بت بنے سحر سے ہم سنگ کے پیکر تو نہیں

کام آئے گی سر و سنگ کی نسبت ورنہ

در نما نقش ہیں دیوار پہ یہ در تو نہیں

جذبۂ شوکت تعمیر بنا مرقد شوق

اس نئے شہر کے یہ تاج محل گھر تو نہیں

مسعود قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin

Masood Qureshi

jalwa-e-sham hai ye subh ka manzar to nahin
chand kaisa bhi ho suraj ke barabar to nahin

qaht-e-shamshad-e-qadan wajh-e-sar-afraazi hai
warna sarkar kuchh aise bhi qad-awar to nahin

ism-e-azam koi phunke to ye jadu TuTe
but bane sehr se ham-sang ke paikar to nahin

kaam aaegi sarw-o-sang ki nisbat warna
dar-numa naqsh hain diwar pe ye dar to nahin

jazba-e-shauqat-e-tamir bana marqad-e-shauq
is nae shahr ke ye taj-mahal ghar to nahin

(436) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin written by Masood Qureshi at UrduPoint. Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin is one of the masterpieces written by Masood Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Masood Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Qureshi' above.

Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jalwa-e-sham Hai Ye Subh Ka Manzar To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.