Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana, Urdu Ghazal By Masood Qureshi
Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Qureshi. Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana on this page of UrduPoint.
سچ کے اظہار کا شعروں کو بہانہ جانا
مسعود قریشی
سچ کے اظہار کا شعروں کو بہانہ جانا
بچ رہے یوں کہ زمانے نے فسانہ جانا
سخت معتوب رہے اور خطا اتنی تھی
جو خدا نہ تھا اسے ہم نے خدا نہ جانا
اس قدر بھی نہ جری تھے کہ الجھتے سب سے
شور شب خوں کو مگر بانگ درا نہ جانا
اب کے الزام لگا ہم پہ کھلی آنکھوں کا
جو نظر آیا اسے اس سے سوا نہ جانا
کم ہی ملتے ہو مگر یہ ہے یقیں کا عالم
ہم نے پل بھر کو تمہیں خود سے جدا نہ جانا
میں وہ نا شکر کہ ہر بار ملاقات کے بعد
میں نے ہر لمحۂ فرقت کو زمانہ جانا
رحم کھاتے ہیں ہیں مرے حال پہ اہل دنیا
میں نے ایمان کو دنیا میں خزانہ جانا
مسعود قریشی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana
Masood Qureshi
bach rahe yun ki zamane ne fasana jaana
saKHt matub rahe aur KHata itni thi
jo KHuda na tha use hum ne KHuda na jaana
is qadar bhi na jari the ki ulajhte sab se
shor-e-shab-KHun ko magar bang-e-dara na jaana
ab ke ilzam laga hum pe khuli aankhon ka
jo nazar aaya use us se siwa na jaana
kam hi milte ho magar ye hai yaqin ka aalam
hum ne pal-bhar ko tumhein KHud se juda na jaana
main wo na-shukr ki har bar mulaqat ke baad
main ne har lamha-e-furqat ko zamana jaana
rahm khate hain hain mere haal pe ahl-e-duniya
main ne iman ko duniya mein KHazana jaana
(533) ووٹ وصول ہوئے
Related Masood Qureshi Poetry
More Masood Qureshi Poetry
رو میں جذبوں کی بہہ گئے ہم لوگ
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Rau Mein Jazbon Ki Bah Gae Hum Log
جانے کیا دل پہ دم بدم گزری
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Jaane Kya Dil Pe Dam-ba-dam Guzri
کھلے جو ہم تو بڑھے ہم میں فاصلے کتنے
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Khule Jo Hum To Badhe Hum Mein Fasle Kitne
سچ کے اظہار کا شعروں کو بہانہ جانا
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana
اب بھی ملتے ہیں کرم بار نظر ہوتی ہے
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Ab Bhi Milte Hain Karam Bar-e-nazar Hoti Hai
خار و خس فخر چمن ہیں گل خنداں کم ہے
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Khaar-o-khas Fakhr-e-chaman Hain Gul-e-khandan Kam Hai
زمیں نے ان کو سنبھالا جو آسماں سے گرے
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire
زباں کٹی سو کٹی بحث مختصر تو ہوئی
Masood Qureshi - مسعود قریشی
Zaban Kati So Kati Bahs Mukhtasar To Hui
You can read Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana written by Masood Qureshi at UrduPoint. Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana is one of the masterpieces written by Masood Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Masood Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Qureshi' above.
Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.