Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire, Urdu Ghazal By Masood Qureshi

Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Qureshi. Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں نے ان کو سنبھالا جو آسماں سے گرے

مسعود قریشی

زمیں نے ان کو سنبھالا جو آسماں سے گرے

کہاں ہے ان کا سہارا جو خاکداں سے گرے

جو مطمئن ہیں بلندی پہ نخل خرما کی

اس آسمان کو دیکھیں کبھی جہاں سے گرے

اب اس کو دیکھ کے ہی دل کو خوف آتا ہے

بلند بام تھے ہم کس قدر کہاں سے گرے

شکستہ سنگ بڑے آستاں کے وارث ہیں

کہ تھا مقام معلیٰ یہ بت جہاں سے گرے

جنہیں نصیب نے دی اقتدار کی مسند

انہیں ہے زعم تھے نا اہل جو یہاں سے گرے

مسعود قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire

Masood Qureshi

zamin ne un ko sambhaala jo aasman se gire
kahan hai un ka sahaara jo KHak-dan se gire

jo mutmain hain bulandi pe naKHl-e-KHurma ki
us aasman ko dekhen kabhi jahan se gire

ab us ko dekh ke hi dil ko KHauf aata hai
buland-baam the hum kis qadar kahan se gire

shikasta sang baDe aastan ke waris hain
ki tha maqam-e-mualla ye but jahan se gire

jinhen nasib ne di eqtidar ki masnad
unhen hai zoam the na-ahl jo yahan se gire

(467) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire written by Masood Qureshi at UrduPoint. Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire is one of the masterpieces written by Masood Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Masood Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Qureshi' above.

Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Ne Un Ko Sambhaala Jo Aasman Se Gire, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.