Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai, Urdu Ghazal By Masood Ur Rahman Masood

Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Ur Rahman Masood. Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری قربت سے کچھ زیادہ ہے

مسعودالرحمن مسعود

تیری قربت سے کچھ زیادہ ہے

ہجر لذت سے کچھ زیادہ ہے

اے مری جان میری بدنامی

تیری شہرت سے کچھ زیادہ ہے

وہ جو معصوم سی محبت تھی

اب عقیدت سے کچھ زیادہ ہے

عمر بھر اپنے آپ سے لڑنا

میری ہمت سے کچھ زیادہ ہے

غم زیادہ سو شاعری اپنی

اس سہولت سے کچھ زیادہ ہے

جس کو چاہا تھا اس کا مر جانا

اک قیامت سے کچھ زیادہ ہے

یہ جو مسعودؔ ہو گئی دنیا

میری حیرت سے کچھ زیادہ ہے

مسعودالرحمن مسعود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai

Masood Ur Rahman Masood

teri qurbat se kuchh ziyaada hai
hijr lazzat se kuchh ziyaada hai

ai meri jaan meri badnami
teri shohrat se kuchh ziyaada hai

wo jo masum si mohabbat thi
ab aqidat se kuchh ziyaada hai

umr bhar apne aap se laDna
meri himmat se kuchh ziyaada hai

gham ziyaada so shairi apni
is suhulat se kuchh ziyaada hai

jis ko chaha tha us ka mar jaana
ek qayamat se kuchh ziyaada hai

ye jo 'masud' ho gai duniya
meri hairat se kuchh ziyaada hai

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai written by Masood Ur Rahman Masood at UrduPoint. Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai is one of the masterpieces written by Masood Ur Rahman Masood. You can also find the complete poetry collection of Masood Ur Rahman Masood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Ur Rahman Masood' above.

Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Qurbat Se Kuchh Ziyaada Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.