Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De, Urdu Ghazal By Masoom Sharqi

Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masoom Sharqi. Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشمن کے طنز کو بھی سلیقے سے ٹال دے

معصوم شرقی

دشمن کے طنز کو بھی سلیقے سے ٹال دے

اپنے مذاق طبع کی ایسی مثال دے

بخشے بہار کو جو نہ شائستگی کا رنگ

ایسی ہر ایک شے کو چمن سے نکال دے

پچھلی رتوں کے داغ تو سب ماند پڑ گئے

اب کے بہار زخم کوئی لا زوال دے

میں بھی تو راہرو ہوں ترا رہ گزار شوق

تھوڑی سی دھول میری طرف بھی اچھال دے

معصومؔ صاف گوئی بڑی چیز ہے مگر

ایسا نہ ہو کہیں یہ مصیبت میں ڈال دے

معصوم شرقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De

Masoom Sharqi

dushman ke tanz ko bhi saliqe se Tal de
apne mazaq-e-taba ki aisi misal de

baKHshe bahaar ko jo na shaistagi ka rang
aisi har ek shai ko chaman se nikal de

pichhli ruton ke dagh to sab mand paD gae
ab ke bahaar zaKHm koi la-zawal de

main bhi to rah-rau hun tera rahguzar-e-shauq
thoDi si dhul meri taraf bhi uchhaal de

'masum' saf-goi baDi chiz hai magar
aisa na ho kahin ye musibat mein Dal de

(696) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De written by Masoom Sharqi at UrduPoint. Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De is one of the masterpieces written by Masoom Sharqi. You can also find the complete poetry collection of Masoom Sharqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masoom Sharqi' above.

Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dushman Ke Tanz Ko Bhi Saliqe Se Tal De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.