Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki, Urdu Ghazal By Mast Banarsi

Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mast Banarsi. Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آرزو کس کو نہیں ہجر میں مر جانے کی

مست بنارسی

آرزو کس کو نہیں ہجر میں مر جانے کی

کچھ اگر دیر ہے تو آپ کے فرمانے کی

یہ جو واعظ نے کیا کوثر و تسنیم کا ذکر

اڑتی پڑتی سی خبر ہے مرے میخانے کی

سامنے ان کے دیا غیر کو ساغر تو نے

عاشقوں کے لئے یہ بات ہے مر جانے کی

شہر سے دشت تک اک دھوم مچا رکھی ہے

بڑھ گئی تجھ سے بھی شہرت ترے دیوانہ کی

حضرت مستؔ فقط آج تمہارے دم سے

صحبتیں گرم رہا کرتی ہیں میخانے کی

مست بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki

Mast Banarsi

aarzu kis ko nahin hijr mein mar jaane ki
kuchh agar der hai to aap ke farmane ki

ye jo waiz ne kiya kausar-o-tasnim ka zikr
uDti paDti si KHabar hai mere maiKHane ki

samne un ke diya ghair ko saghar tu ne
aashiqon ke liye ye baat hai mar jaane ki

shahr se dasht tak ek dhum macha rakkhi hai
baDh gai tujh se bhi shohrat tere diwane ki

hazrat-e-'mast' faqat aaj tumhaare dam se
sohbaten garm raha karti hain maiKHane ki

(650) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki written by Mast Banarsi at UrduPoint. Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki is one of the masterpieces written by Mast Banarsi. You can also find the complete poetry collection of Mast Banarsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mast Banarsi' above.

Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aarzu Kis Ko Nahin Hijr Mein Mar Jaane Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.