Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera, Urdu Ghazal By Mastan Kashif

Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mastan Kashif. Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک ایسے چارہ گر سے بھی رشتہ رہا مرا

مستان کاشف

اک ایسے چارہ گر سے بھی رشتہ رہا مرا

جتنا تھا زخم اتنا ہی گہرا رہا مرا

میں کیا اکیلا چھانتا تیری گلی کی خاک

وہ درد تھا جو ہاتھ بٹاتا رہا مرا

وہ پیڑ کٹ کے ایک عمارت میں لگ گیا

سائے میں جس کے کارواں ٹھہرا رہا مرا

اب کے ہوائیں گھر سے مرے چھت بھی لے گئیں

موسم نیا مذاق اڑاتا رہا مرا

کاشفؔ کل ایک لاش سر راہ دیکھ کر

مجھ سے ضمیر آنکھ چراتا رہا مرا

مستان کاشف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera

Mastan Kashif

ek aise chaara-gar se bhi rishta raha mera
jitna tha zaKHm utna hi gahra raha mera

main kya akela chhanta teri gali ki KHak
wo dard tha jo hath baTata raha mera

wo peD kaT ke ek imarat mein lag gaya
sae mein jis ke karwan Thahra raha mera

ab ke hawaen ghar se mere chhat bhi le gain
mausam naya mazaq uData raha mera

'kashif' kal ek lash sar-e-rah dekh kar
mujh se zamir aankh churaata raha mera

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera written by Mastan Kashif at UrduPoint. Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera is one of the masterpieces written by Mastan Kashif. You can also find the complete poetry collection of Mastan Kashif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mastan Kashif' above.

Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Aise Chaara-gar Se Bhi Rishta Raha Mera, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.