Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai, Urdu Ghazal By Master Nisar Ahmad

Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Master Nisar Ahmad. Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی اک حسین خواب بھی ہے

ماسٹر نثار احمد

زندگی اک حسین خواب بھی ہے

یہ مسرت بھی ہے عذاب بھی ہے

دونوں پہلو ہیں اس میں پوشیدہ

یہ حقیقت بھی ہے سراب بھی ہے

زندگی رب کی اک امانت ہے

صرف کرنے کا کچھ حساب بھی ہے

علم اک روشنی ہے رستہ ہے

علم سب سے بڑا حجاب بھی ہے

عمر کتنی طویل ہو لیکن

مثل اک ناتواں حباب بھی ہے

شرم آنکھوں میں بھی ضروری ہے

گرچہ رخ پہ پڑا نقاب بھی ہے

ماسٹر نثار احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai

Master Nisar Ahmad

zindagi ek hasin KHwab bhi hai
ye masarrat bhi hai azab bhi hai

donon pahlu hain is mein poshida
ye haqiqat bhi hai sarab bhi hai

zindagi rab ki ek amanat hai
sarf karne ka kuchh hisab bhi hai

ilm ek raushni hai rasta hai
ilm sab se baDa hijab bhi hai

umr kitni tawil ho lekin
misl ek na-tawan habab bhi hai

sharm aankhon mein bhi zaruri hai
garche ruKH pe paDa naqab bhi hai

(428) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai written by Master Nisar Ahmad at UrduPoint. Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai is one of the masterpieces written by Master Nisar Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Master Nisar Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Master Nisar Ahmad' above.

Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Ek Hasin KHwab Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.