Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se, Urdu Ghazal By Mayank Awasthi

Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mayank Awasthi. Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھلتی ہی نہیں آنکھ اجالوں کے بھرم سے

مینک اوستھی

کھلتی ہی نہیں آنکھ اجالوں کے بھرم سے

شب رنگ ہوا جاؤں میں سورج کے کرم سے

ترکیب یہی ہے اسے پھولوں سے ڈھکا جائے

چہرہ کو بچانا بھی ہے پتھر کے صنم سے

اک جھیل سریکھی ہے غزل دشت ادب میں

جو دور تھی جو دور رہی دور ہے ہم سے

آخر یہ کھلا وو سبھی تاجر تھے گہر کے

جن کے بھی مراسم تھے مرے دیدۂ نم سے

کیوں کر وہ کسی میل کے پتھر پہ ٹھہر جائے

کیوں رند کی نسبت ہو ترے دیر و حرم سے

یہ میرے تخلص کا اثر مجھ پہ ہوا ہے

اب یاد نہیں اپنا مجھے نام قسم سے

مینک اوستھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se

Mayank Awasthi

khulti hi nahin aankh ujalon ke bharam se
shab-rang hua jaun main suraj ke karam se

tarkib yahi hai use phulon se Dhaka jae
chehre ko bachana bhi hai patthar ke sanam se

ek jhil sarikhi hai ghazal dasht-e-adab mein
jo dur thi jo dur rahi dur hai hum se

aaKHir ye khula wo sabhi tajir the guhar ke
jin ke bhi marasim the mere dida-e-nam se

kyun kar wo kisi mil ke patthar pe Thahar jae
kyun rind ki nisbat ho tere dair-o-haram se

ye mere taKHallus ka asar mujh pe hua hai
ab yaad nahin apna mujhe nam qasam se

(725) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se written by Mayank Awasthi at UrduPoint. Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se is one of the masterpieces written by Mayank Awasthi. You can also find the complete poetry collection of Mayank Awasthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mayank Awasthi' above.

Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khulti Hi Nahin Aankh Ujalon Ke Bharam Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.