Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka, Urdu Ghazal By Mayank Awasthi

Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mayank Awasthi. Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی عذاب وہی آسرا بھی جینے کا

مینک اوستھی

وہی عذاب وہی آسرا بھی جینے کا

وہ میرا دل ہی نہیں زخم بھی ہے سینے کا

میں بے لباس ہی شیشہ کے گھر میں رہتا ہوں

مجھے بھی شوق ہے اپنی طرح سے جینے کا

وہ دیکھ چاند کی پر نور کہکشاؤں میں

تمام رنگ ہے خورشید کے پسینے کا

میں پرخلوص ہوں پھاگن کی دوپہر کی طرح

ترا مزاج لگے پوس کے مہینے کا

سمندروں کے سفر میں سنبھال کر رکھنا

کسی کنویں سے جو پانی ملا ہے پینے کا

مینکؔ آنکھ میں سیلاب اٹھ نہ پائے کبھی

کہ ایک اشک مسافر ہے اس سفینے کا

مینک اوستھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka

Mayank Awasthi

wahi azab wahi aasra bhi jine ka
wo mera dil hi nahin zaKHm bhi hai sine ka

main be-libas hi shishe ke ghar mein rahta hun
mujhe bhi shauq hai apni tarah se jine ka

wo dekh chand ki pur-nur kahkashaon mein
tamam rang hai KHurshid ke pasine ka

main pur-KHulus hun phagun ki dopahar ki tarah
tera mizaj lage pus ke mahine ka

samundaron ke safar mein sambhaal kar rakhna
kisi kuen se jo pani mila hai pine ka

'mayank' aankh mein sailab uTh na pae kabhi
ki ek ashk musafir hai is safine ka

(630) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka written by Mayank Awasthi at UrduPoint. Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka is one of the masterpieces written by Mayank Awasthi. You can also find the complete poetry collection of Mayank Awasthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mayank Awasthi' above.

Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Azab Wahi Aasra Bhi Jine Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.