Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine, Urdu Ghazal By Mayank Awasthi

Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mayank Awasthi. Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زباں کا قرض اترنے نہیں دیا میں نے

مینک اوستھی

زباں کا قرض اترنے نہیں دیا میں نے

ہر ایک زخم کو ناسور کر لیا میں نے

یہ سوچ کر کہ کوئی آسمان منزل ہے

جنوں میں اپنا نشیمن جلا دیا میں نے

وہ جس کی شکل بھی آنکھوں کو ناگوار ہوئی

اسی کے طنز کو دل میں بسا لیا میں نے

حسد کی ایک طوائف سہائی آنکھوں کو

وفا سے اس لیے دامن چھڑا لیا میں نے

بدن کے پیڑ تھے آنکھوں کی کشتیاں تھیں جہاں

وہاں پہ ایک بھی لمحہ نہیں جیا میں نے

کہیں دلوں میں اندھیرے تھے راستوں میں کہیں

سفر تمام سیاہی میں طے کیا میں نے

مینک اوستھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine

Mayank Awasthi

zaban ka qarz utarne nahin diya main ne
har ek zaKHm ko nasur kar liya main ne

ye soch kar ki koi aasman manzil hai
junun mein apna nasheman jala diya main ne

wo jis ki shakl bhi aankhon ko nagawar hui
usi ke tanz ko dil mein basa liya main ne

hasad ki ek tawaif suhai aankhon ko
wafa se is liye daman chhuDa liya main ne

badan ke peD the aankhon ki kashtiyan thin jahan
wahan pe ek bhi lamha nahin jiya main ne

kahin dilon mein andhere the raston mein kahin
safar tamam siyahi mein tai kiya main ne

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine written by Mayank Awasthi at UrduPoint. Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine is one of the masterpieces written by Mayank Awasthi. You can also find the complete poetry collection of Mayank Awasthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mayank Awasthi' above.

Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.