Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya, Urdu Ghazal By Mazhar Abbas

Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Abbas. Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے حسی کی بھیڑ میں وہ کھو گیا

مظہر عباس

بے حسی کی بھیڑ میں وہ کھو گیا

خوف تھا جس کا وہی کل ہو گیا

ہر قدم پر پاؤں کیوں زخمی ہوئے

راہ حق میں کون کانٹے بو گیا

رات بھر تو چاند جاگا میرے ساتھ

پھر سحر کے وقت تھک کر سو گیا

ماں نے بس پانی ابالا رات بھر

روتے روتے اس کا بچہ سو گیا

وہ کہیں کا بھی نہ مظہرؔ ہو سکا

ہاتھ کو مجھ سے چھڑا کر جو گیا

مظہر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya

Mazhar Abbas

be-hisi ki bhiD mein wo kho gaya
KHauf tha jis ka wahi kal ho gaya

har qadam par panw kyun zaKHmi hue
rah-e-haq mein kaun kanTe bo gaya

raat-bhar to chand jaga mere sath
phir sahar ke waqt thak kar so gaya

man ne bas pani ubaala raat-bhar
rote rote us ka bachcha so gaya

wo kahin ka bhi na 'mazhar' ho saka
hath ko mujh se chhuDa kar jo gaya

(653) ووٹ وصول ہوئے

You can read Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya written by Mazhar Abbas at UrduPoint. Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya is one of the masterpieces written by Mazhar Abbas. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Abbas' above.

Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-hisi Ki BhiD Mein Wo Kho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.