Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai, Urdu Ghazal By Mazhar Abbas

Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Abbas. Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شعر اچھا ہو تو پھر داد ملا کرتی ہے

مظہر عباس

شعر اچھا ہو تو پھر داد ملا کرتی ہے

کہیں آواز کتابوں میں چھپا کرتی ہے

ایک لمحہ بھی فرشتہ نہیں ہونے دیتی

کوئی تو شے ہے جو باطن میں خطا کرتی ہے

چین سے مجھ کو ترا حسن نہ جینے دے گا

دل کی بستی ہے کہ ہر روز لٹا کرتی ہے

پیاس کیسی تھی بہتر کی تمہیں کیا معلوم

کیوں فرات آج بھی رو رو کے بہا کرتی ہے

تم وفا کرتے رہو شہر طلب میں مظہرؔ

کرنے دو اس کو یہ دنیا جو جفا کرتی ہے

مظہر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai

Mazhar Abbas

sher achchha ho to phir dad mila karti hai
kahin aawaz kitabon mein chhupa karti hai

ek lamha bhi farishta nahin hone deti
koi to shai hai jo baatin mein KHata karti hai

chain se mujh ko tera husn na jine dega
dil ki basti hai ki har roz luTa karti hai

pyas kaisi thi behtar ki tumhein kya malum
kyun furaat aaj bhi ro ro ke baha karti hai

tum wafa karte raho shahr-e-talab mein 'mazhar'
karne do us ko ye duniya jo jafa karti hai

(542) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai written by Mazhar Abbas at UrduPoint. Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai is one of the masterpieces written by Mazhar Abbas. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Abbas' above.

Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sher Achchha Ho To Phir Dad Mila Karti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.