Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai, Urdu Ghazal By Mazhar Abbas

Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Abbas. Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرا چہرہ جو میرے دل میں اتر آیا ہے

مظہر عباس

تیرا چہرہ جو میرے دل میں اتر آیا ہے

ہر بشر سنگ لیے مجھ کو نظر آیا ہے

کتنی مغرور تھی یہ رات ابھی تک لیکن

ایک ننھا سا دیا لے کے سحر آیا ہے

جس کو پالا تھا محبت سے ہمیشہ میں نے

آستینوں میں وہ چھپ کر میرے گھر آیا ہے

بد دعائیں تو غریبوں کی نہیں ہیں تجھ پر

تو جو شہرت کی بلندی سے اتر آیا ہے

منزل عشق کو آسان سمجھنے والوں

کتنے صحراؤں سے گزرا ہوں تو گھر آیا ہے

یہ چمن یوں ہی تو سرسبز نہیں ہے مظہرؔ

ہم نے سینچا ہے لہو سے تو ثمر آیا ہے

مظہر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai

Mazhar Abbas

tera chehra jo mere dil mein utar aaya hai
har bashar sang liye mujh ko nazar aaya hai

kitni maghrur thi ye raat abhi tak lekin
ek nanha sa diya le ke sahar aaya hai

jis ko pala tha mohabbat se hamesha main ne
aastinon mein wo chhup kar mere ghar aaya hai

bad-duaen to gharibon ki nahin hain tujh par
tu jo shohrat ki bulandi se utar aaya hai

manzil-e-ishq ko aasan samajhne walon
kitne sahraon se guzra hun to ghar aaya hai

ye chaman yun hi to sarsabz nahin hai 'mazhar'
hum ne sincha hai lahu se to samar aaya hai

(679) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai written by Mazhar Abbas at UrduPoint. Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai is one of the masterpieces written by Mazhar Abbas. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Abbas' above.

Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tera Chehra Jo Mere Dil Mein Utar Aaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.