Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota, Urdu Ghazal By Mazhar Imam

Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Imam. Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موسم کے بدلنے کا کچھ اندازہ بھی ہوتا

مظہر امام

موسم کے بدلنے کا کچھ اندازہ بھی ہوتا

جب گھر ہی بنایا تھا تو دروازہ بھی ہوتا

ہم شعر نمک ریز سناتے سر محفل

جو زخم فسردہ تھا تر و تازہ بھی ہوتا

تم ہوتے تو معراج خیالات بھی ہوتی

بکھرے ہوئے الفاظ کا شیرازہ بھی ہوتا

جذبات کی آنکھوں میں چمکتا کوئی شعلہ

احساس کے رخسار پہ کچھ غازہ بھی ہوتا

رقاصۂ دیروز بھی بے پیرہن آتی

دوشیزۂ امکان کا خمیازہ بھی ہوتا

مظہر امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota

Mazhar Imam

mausam ke badalne ka kuchh andaza bhi hota
jab ghar hi banaya tha to darwaza bhi hota

hum sher-e-namak-rez sunate sar-e-mahfil
jo zaKHm fasurda tha tar-o-taza bhi hota

tum hote to mearaj-e-KHayalat bhi hoti
bikhre hue alfaz ka shiraaza bhi hota

jazbaat ki aankhon mein chamakta koi shoala
ehsas ke ruKHsar pe kuchh ghaza bhi hota

raqqasa-e-diroz bhi be-pairahan aati
doshiza-e-imkan ka KHamyaza bhi hota

(540) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota written by Mazhar Imam at UrduPoint. Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota is one of the masterpieces written by Mazhar Imam. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Imam' above.

Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mausam Ke Badalne Ka Kuchh Andaza Bhi Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.