Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna, Urdu Ghazal By Meem Sheen Najmi

Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meem Sheen Najmi. Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جاگنا راتوں میں یادوں کے بھنور میں ڈوبنا

م۔ش۔نجمی

جاگنا راتوں میں یادوں کے بھنور میں ڈوبنا

وہ دل مضطر کا سیل چشم تر میں ڈوبنا

پہلے اپنے نفس کی مسمار کرنی ہے فصیل

اور اس کے بعد ہے کار دگر میں ڈوبنا

بھر لیا آنکھوں میں دریاؤں کو دریا کے لیے

سخت مشکل ہو گیا پانی کے گھر میں ڈوبنا

اور ہوں گے وہ جنہیں دنیا کا ہو خوف و ہراس

ہم نے سیکھا ہی نہیں دنیا کے ڈر میں ڈوبنا

آبلہ پائی کا موسم راس آ جاتا اگر

کام آ جاتا مرا گرد سفر میں ڈوبنا

ڈوب کے ابھرے ہیں ہم دنیا کے ہر مجھدھار سے

اب رہا باقی فقط نقد و نظر میں ڈوبنا

دوسروں کی عیب جوئی جس قدر آسان ہے

اتنا ہی دشوار ہے خود کی نظر میں ڈوبنا

جانے کس منزل پہ لے جائے تجھے جذب جنوں

ہر قدم نجمیؔ ترا نقد و نظر میں ڈوبنا

م۔ش۔نجمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna

Meem Sheen Najmi

jagna raaton mein yaadon ke bhanwar mein Dubna
wo dil-e-muztar ka sail-e-chashm-e-tar mein Dubna

pahle apne nafs ki mismar karni hai fasil
aur us ke baad hai kar-e-digar mein Dubna

bhar liya aankhon mein dariyaon ko dariya ke liye
saKHt mushkil ho gaya pani ke ghar mein Dubna

aur honge wo jinhen duniya ka ho KHauf-o-hiras
hum ne sikha hi nahin duniya ke Dar mein Dubna

aabla-pai ka mausam ras aa jata agar
kaam aa jata mera gard-e-safar mein Dubna

Dub ke ubhre hain hum duniya ke har majdhaar se
ab raha baqi faqat naqd-o-nazar mein Dubna

dusron ki aib-jui jis qadar aasan hai
utna hi dushwar hai KHud ki nazar mein Dubna

jaane kis manzil pe le jae tujhe jazb-e-junun
har qadam 'najmi' tera naqd-o-nazar mein Dubna

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna written by Meem Sheen Najmi at UrduPoint. Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna is one of the masterpieces written by Meem Sheen Najmi. You can also find the complete poetry collection of Meem Sheen Najmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meem Sheen Najmi' above.

Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jagna Raaton Mein Yaadon Ke Bhanwar Mein Dubna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.