Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat, Urdu Ghazal By Meer Mohammadi Bedar

Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mohammadi Bedar. Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیدارؔ کروں کس سے میں اظہار محبت

میر محمدی بیدار

بیدارؔ کروں کس سے میں اظہار محبت

بس دل ہے مرا محرم اسرار محبت

ہر بو الہوس اس جنس کا ہوتا ہے گا خواہاں

جاں باختہ خواں ہوویں خریدار محبت

اے شیخ قدم رکھیو نہ اس راہ میں زنہار

ہے سبحہ شکن رشتۂ زنار محبت

کرتے ہیں عبث مجھ دل بیمار کا درماں

وابستہ مری جاں سے ہیں آزار محبت

بچ جاؤں اس آزار سے بیدارؔ گر اب کی

ہوں گا نہ کبھی پھر میں گرفتار محبت

میر محمدی بیدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat

Meer Mohammadi Bedar

'bedar' karun kis se main izhaar-e-mohabbat
bas dil hai mera mahram-e-asrar-e-mohabbat

har bul-hawas us jins ka hota haiga KHwahan
jaan-baKHta-KHwan howen KHaridar-e-mohabbat

ai shaiKH qadam rakhiyo na is rah mein zinhaar
hai subha-shikan rishta-e-zunnar-e-mohabbat

karte hain abas mujh dil-e-bimar ka darman
wabasta meri jaan se hain aazar-e-mohabbat

bach jaun is aazar se 'bedar' gar ab ki
hunga na kabhi phir main giraftar-e-mohabbat

(406) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat written by Meer Mohammadi Bedar at UrduPoint. Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat is one of the masterpieces written by Meer Mohammadi Bedar. You can also find the complete poetry collection of Meer Mohammadi Bedar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mohammadi Bedar' above.

Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-e-mohabbat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.