Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai, Urdu Ghazal By Meer Shams Ud Deen Faiz

Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Shams Ud Deen Faiz. Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر برہمن بھی دید کا مشتاق ہے سو ہے

میر شمس الدین فیض

ہر برہمن بھی دید کا مشتاق ہے سو ہے

اس بت کو پاس خاطر عشاق ہے سو ہے

مستور سو حجاب میں اس کا ہے رخ مگر

حسن و جمال شہرۂ آفاق ہے سو ہے

سو سو طرح کے رنج ہمیں ہجر میں ہیں ایک

مشتاق وصل یہ دل مشتاق ہے سو ہے

پیش نگاہ مجمع تقلید ہے تو کیا

دل کو خیال عالم اطلاق ہے سو ہے

میر شمس الدین فیض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai

Meer Shams Ud Deen Faiz

har barahman bhi did ka mushtaq hai so hai
us but ko pas-e-KHatir-e-ushshaq hai so hai

mastur sau hijab mein us ka hai ruKH magar
husn-o-jamal shohra-e-afaq hai so hai

sau sau tarah ke ranj hamein hijr mein hain ek
mushtaq-e-wasl ye dil-e-mushtaq hai so hai

pesh-e-nigah majma-e-taqlid hai to kya
dil ko KHayal-e-alam-e-itlaq hai so hai

(360) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai written by Meer Shams Ud Deen Faiz at UrduPoint. Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai is one of the masterpieces written by Meer Shams Ud Deen Faiz. You can also find the complete poetry collection of Meer Shams Ud Deen Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Shams Ud Deen Faiz' above.

Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Barahman Bhi Did Ka Mushtaq Hai So Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.