KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal, Urdu Ghazal By Mehboob Rahi

KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehboob Rahi. KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خشک ہیں یہ سبھی سمندر چل

محبوب راہی

خشک ہیں یہ سبھی سمندر چل

تشنگی ہو گئی مقدر چل

روگ مت آشنائیوں کے بڑھا

چھوڑ آوارگی میاں گھر چل

ذرہ-ذرہ نہ خود بکھر ایسا

جمع کر اپنے آپ کو گھر چل

ہیں حقائق کے مرحلے درپیش

اپنے خوابوں کا باندھ بستر چل

پیٹ کے مسئلے بلاتے ہیں

کارخانے دکان دفتر چل

زندگی راستہ ہے شعلوں کا

دامن عافیت بچا کر چل

بھول مت اپنی حیثیت راہیؔ

اپنی حد رسا کے اندر چل

محبوب راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal

Mehboob Rahi

KHushk hain ye sabhi samundar chal
tishnagi ho gai muqaddar chal

rog mat aashnaiyon ke baDha
chhoD aawargi miyan ghar chal

zarra-zarra na KHud bikhar aisa
jama kar apne aap ko ghar chal

hain haqaeq ke marhale darpesh
apne KHwabon ka bandh bistar chal

peT ke masale bulate hain
kar-KHane dukan daftar chal

zindagi rasta hai shoalon ka
daman-e-afiyat bacha kar chal

bhul mat apni haisiyat 'rahi'
apni hadd-e-rasa ke andar chal

(564) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal written by Mehboob Rahi at UrduPoint. KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal is one of the masterpieces written by Mehboob Rahi. You can also find the complete poetry collection of Mehboob Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehboob Rahi' above.

KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.