Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana, Urdu Ghazal By Mehshar Afridi

Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehshar Afridi. Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا کے چلتے ہی بادل کا صاف ہو جانا

محشر آفریدی

ہوا کے چلتے ہی بادل کا صاف ہو جانا

جو حبس ٹوٹنا بارش خلاف ہو جانا

مرے خمیر کی دہقانیت جتاتا ہے

یہ تم سے مل کے مرا شین قاف ہو جانا

غرور حسن سے کوئی امید مت کرنا

خطائیں کرنا تو خود ہی معاف ہو جانا

میں تیز دھوپ میں جل کر بھی یاد کرتا ہوں

وہ سرد رات میں اس کا لحاف ہو جانا

مجھ ایسے شخص کو روشن ضمیر کر دے گا

وہ بے قرار ہے یہ انکشاف ہو جانا

محشر آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana

Mehshar Afridi

hawa ke chalte hi baadal ka saf ho jaana
jo habs TuTna barish KHilaf ho jaana

mere KHamir ki dahqaniyat jatata hai
ye tum se mil ke mera shin qaf ho jaana

ghurur-e-husn se koi umid mat karna
KHataen karna to KHud hi muaf ho jaana

main tez dhup mein jal kar bhi yaad karta hun
wo sard raat mein us ka lihaf ho jaana

mujh aise shaKHs ko raushan-zamir kar dega
wo be-qarar hai ye inkishaf ho jaana

(1189) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana written by Mehshar Afridi at UrduPoint. Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana is one of the masterpieces written by Mehshar Afridi. You can also find the complete poetry collection of Mehshar Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehshar Afridi' above.

Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Ke Chalte Hi Baadal Ka Saf Ho Jaana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.