Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai, Urdu Ghazal By Mehwar Noori

Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehwar Noori. Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی مثال آپ ہے وہ بے مثال ہے

محور نوری

اپنی مثال آپ ہے وہ بے مثال ہے

یہ دیکھنا ہے کون مرا ہم خیال ہے

ہر قہقہے میں درد کے ساگر ہیں تہہ نشیں

دیوانہ دیکھنے میں تو آسودہ حال ہے

کب سبزۂ نشاط ہے آسودۂ نظر

ہر سمت سرخ سرخ صلیبوں کا جال ہے

پتھر بدست ملتا ہے ہر شخص شہر میں

آئینہ بن گئے ہیں تو بچنا محال ہے

بربادیٔ حیات پہ محورؔ ہوں خوش بہت

بربادیوں کا میری انہیں بھی خیال ہے

محور نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai

Mehwar Noori

apni misal aap hai wo be-misal hai
ye dekhna hai kaun mera ham-KHayal hai

har qahqahe mein dard ke sagar hain tah-nashin
diwana dekhne mein to aasuda haal hai

kab sabza-e-nishat hai aasuda-e-nazar
har samt surKH surKH salibon ka jal hai

patthar ba-dast milta hai har shaKHs shahr mein
aaina ban gae hain to bachna muhaal hai

barbaadi-e-hayat pe 'mahwar' hun KHush bahut
barbaadiyon ka meri unhen bhi KHayal hai

(769) ووٹ وصول ہوئے

You can read Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai written by Mehwar Noori at UrduPoint. Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai is one of the masterpieces written by Mehwar Noori. You can also find the complete poetry collection of Mehwar Noori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehwar Noori' above.

Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Misal Aap Hai Wo Be-misal Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.