Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise, Urdu Ghazal By Mehwar Noori

Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehwar Noori. Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ نظر مجھ سے خفا ہو جیسے

محور نوری

وہ نظر مجھ سے خفا ہو جیسے

جسم سے روح جدا ہو جیسے

یوں اٹھا میرے نشیمن سے دھواں

درد پہلو سے اٹھا ہو جیسے

زندگی اپنے ہی زخموں کے سبب

کسی مفلس کی قبا ہو جیسے

انتظار اس کا مرا تار نفس

یک بہ یک ٹوٹ گیا ہو جیسے

سانحے کرتے ہیں محورؔ کو تلاش

مرکز کرب و بلا ہو جیسے

محور نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise

Mehwar Noori

wo nazar mujh se KHafa ho jaise
jism se ruh juda ho jaise

yun uTha mere nasheman se dhuan
dard pahlu se uTha ho jaise

zindagi apne hi zaKHmon ke sabab
kisi muflis ki qaba ho jaise

intizar us ka mera tar-e-nafas
yak-ba-yak TuT gaya ho jaise

sanehe karte hain 'mahwar' ko talash
markaz-e-karb-o-bala ho jaise

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise written by Mehwar Noori at UrduPoint. Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise is one of the masterpieces written by Mehwar Noori. You can also find the complete poetry collection of Mehwar Noori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehwar Noori' above.

Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Nazar Mujhse KHafa Ho Jaise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.