Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah, Urdu Ghazal By Meraj Naqvi

Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meraj Naqvi. Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تاریکیوں میں جل کے وہ قندیل کی طرح

معراج نقوی

تاریکیوں میں جل کے وہ قندیل کی طرح

صحرا بدن سے گزری ہے اک جھیل کی طرح

کل رات میرے جسم نے محسوس کی تھکن

دو گام کے سفر میں کئی میل کی طرح

بے تال کا علاقہ ہے چلنا سنبھال کر

الٹے لٹک نہ جاؤ ابابیل کی طرح

کل رات مجھ پہ حملہ کیا ایک خواب نے

مردہ بدن پہ بھوکی کسی چیل کی طرح

میں تھا نشے میں رات کوئی رو بہ رو تو تھا

لگتا تھا خد و خال سے جبریل کی طرح

معراج نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah

Meraj Naqvi

tarikiyon mein jal ke wo qindil ki tarah
sahra-badan se guzri hai ek jhil ki tarah

kal raat mere jism ne mahsus ki thakan
do-gam ke safar mein kai mel ki tarah

be-tal ka ilaqa hai chalna sambhaal kar
ulTe laTak na jao ababil ki tarah

kal raat mujh pe hamla kiya ek KHwab ne
murda badan pe bhuki kisi chil ki tarah

main tha nashe mein raat koi ru-ba-ru to tha
lagta tha KHadd-o-KHal se jibril ki tarah

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah written by Meraj Naqvi at UrduPoint. Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah is one of the masterpieces written by Meraj Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Meraj Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meraj Naqvi' above.

Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tarikiyon Mein Jal Ke Wo Qindil Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.