Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi, Urdu Ghazal By Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi

Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi. Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شام تکلیف کی دنیا میں سحر ہو تو سہی

میرزا الطاف حسین عالم لکھنوی

شام تکلیف کی دنیا میں سحر ہو تو سہی

ہائے کم بخت کہیں درد جگر ہو تو سہی

بیٹھنے والے نہ بیٹھیں گے کبھی محفل میں

او ستم گر ترے دل میں مرا گھر ہو تو سہی

دل بے تاب کا ملنا نہیں مشکل لیکن

ہاتھ بھر کا کسی سینے میں جگر ہو تو سہی

ہم یہ سمجھیں گے کہ دل تھا ہی نہیں سینے میں

ان کی دزدیدہ نگاہوں کا اثر ہو تو سہی

چھپ گیا آنکھوں سے اک نور بس اتنا کہہ کر

کیا بتانے میں حرج تھا کوئی گھر ہو تو سہی

کہہ کے یہ پھر گئی تھیں کاہکشاں سے آنکھیں

تجھ سے ملتی ہوئی وہ راہ گزر ہو تو سہی

پھر دکھاؤں گا میں انمول جواہر عالمؔ

مری قسمت سے کوئی اہل نظر ہو تو سہی

میرزا الطاف حسین عالم لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi

Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi

sham-e-taklif ki duniya mein sahar ho to sahi
hae kam-baKHt kahin dard-e-jigar ho to sahi

baiThne wale na baiThenge kabhi mahfil mein
o sitamgar tere dil mein mera ghar ho to sahi

dil-e-betab ka milna nahin mushkil lekin
hath bhar ka kisi sine mein jigar ho to sahi

hum ye samjhenge ki dil tha hi nahin sine mein
un ki duzdida nigahon ka asar ho to sahi

chhup gaya aankhon se ek nur bas itna kah kar
kya batane mein harj tha koi ghar ho to sahi

kah ke ye phir gai thin kahkashan se aankhen
tujh se milti hui wo rahguzar ho to sahi

phir dikhaunga main anmol jawahar 'alim'
meri qismat se koi ahl-e-nazar ho to sahi

(569) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi Poetry

You can read Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi written by Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi at UrduPoint. Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi is one of the masterpieces written by Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi' above.

Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sham-e-taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho To Sahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.