Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe, Urdu Ghazal By Mirza Mohammad Taqi Hawas

Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Mohammad Taqi Hawas. Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوئے عازم ملک عدم جو ہوسؔ تو خوشی یہ ہوئی تھی کہ غم سے چھٹے

مرزا محمد تقی ہوسؔ

ہوئے عازم ملک عدم جو ہوسؔ تو خوشی یہ ہوئی تھی کہ غم سے چھٹے

پر فراغ الم سے نہ واں بھی ملا واں غم یہ ہوا کہ وہ ہم سے چھٹے

کبھی دیر میں تھے کسی بت پہ فدا کبھی کعبہ میں کرتے جا کے دعا

ترے کوچے میں بیٹھے تو خوب ہوا کہ کشاکش دیر و حرم سے چھٹے

یہی کہتی تھی لیلیٔ پردہ نشیں کہ فراق کی اب اسے تاب نہیں

ملوں اس سے میں تا مرا قیس خزیں غم ہجر کے درد و الم سے چھٹے

میں ہوا بھی جو بسمل تیغ جفا ولے باقی ہے دل میں ابھی یہ وفا

کہ یقیں ہے لہو مرا جائے‌ حنا جو لگے تو نہ پاۓ صنم سے چھٹے

نہ ہو بستۂ چین کمند و رسن رہے بھاگتا ہے وہ بہ دشت ختن

تری چشم ہو اس پہ جو سایہ فگن کبھی پاے غزال نہ رم سے چھٹے

نہ کیوں شاکی ہوں بخت سیاہ سے ہم کہ وہ معدن شفقت و لطف و کرم

کرے نالۂ شوق جو ہم کو رقم تو سیاہی نہ نوک قلم سے چھٹے

مجھے رہ میں ملے تھے وہ باندھے کمر چلے جاتے تھے باغ کو وقت سحر

انہیں لاتا پکڑ مجھے کس کا تھا ڈر پہ فریب کے قول و قسم سے چھٹے

ہوئے خوف سے گوشہ گزین عسس گیا سینہ پلنگ فلک کا جھلس

شب ہجر میں یارو بغیر ہوسؔ مرے نالے جو شیر اجم سے چھٹے

مرزا محمد تقی ہوسؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe

Mirza Mohammad Taqi Hawas

hue aazim-e-mulk-e-adam jo 'hawas' to KHushi ye hui thi ki gham se chhuTe
par faragh alam se na wan bhi mila wan gham ye hua ki wo hum se chhuTe

kabhi dair mein the kisi but pe fida kabhi kabe mein karte ja ke dua
tere kuche mein baiThe to KHub hua ki kashakash-e-dair-o-haram se chhuTe

yahi kahti thi laili-e-parda-nashin ki firaq ki ab use tab nahin
milun us se main ta mera qais-e-hazin gham-e-hijr ke dard-o-alam se chhuTe

main hua bhi jo bismil-e-tegh-e-jafa wale baqi hai dil mein abhi ye wafa
ki yaqin hai lahu mera ja-e-hina jo lage to na pa-e-sanam se chhuTe

na ho basta-e-chin-e-kamand-o-rasan rahe bhagta hai wo ba-dasht-e-KHutan
teri chashm ho us pe jo saya-fagan kabhi pa-e-ghazal na ram se chhuTe

na kyun shaki hon baKHt-e-siyah se hum ki wo madin-e-shafqat-o-lutf-o-karam
kare nala-e-shauq jo hum ko raqam to syahi na nok-e-qalam se chhuTe

mujhe rah mein mile the wo bandhe kamar chale jate the bagh ko waqt-e-sahar
unhen lata pakaD mujhe kis ka tha Dar pa fareb ke qaul-o-qasam se chhuTe

hue KHauf se gosha-guzin asas gaya sina pilang-e-falak ka jhulas
shab-e-hijr mein yaro baghair-e-'hawas' mere nale jo sher ajam se chhuTe

(514) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe written by Mirza Mohammad Taqi Hawas at UrduPoint. Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe is one of the masterpieces written by Mirza Mohammad Taqi Hawas. You can also find the complete poetry collection of Mirza Mohammad Taqi Hawas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Mohammad Taqi Hawas' above.

Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hue Aazim-e-mulk-e-adam Jo Hawas To KHushi Ye Hui Thi Ki Gham Se ChhuTe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.