Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya, Urdu Ghazal By Mirza Rahimuddin Haya

Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Rahimuddin Haya. Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہت سرشار تھا اپنے سراسر جوش میں دریا

مرزا رحیم الدین حیا

بہت سرشار تھا اپنے سراسر جوش میں دریا

طمانچے موج کے کھائے تو آیا ہوش میں دریا

ڈبویا جوش وحشت میں ہمیں صحرا نوردی نے

بہایا آبلوں نے پاؤں کے پاپوش میں دریا

نہ چھیڑ اے سوزن مژگاں مرے دل کے پھپھولے کو

کہ حکمت سے کیا ہے بند اس سرپوش میں دریا

جہاز الفت دل کا نگہباں ہے خدا ہی اب

سمندر کی طرح آیا ہے غم کا جوش میں دریا

گلا کاٹا چھرے سے اپنا مژگاں کے تصور میں

بہایا شب لہو کا ہم نے بالا پوش میں دریا

بھروسا کچھ نہیں سیل فنا کی آشنائی کا

کہے ہے یہ حبابوں کے ہمیشہ گوش میں دریا

جو چھوڑیں مچھلیاں مہندی لگا کر اس نے پاؤں میں

کف پا کا پسینہ بن گیا پاپوش میں دریا

مری اشکوں کی طغیانی حیاؔ کیا سر اٹھائیں گی

سمندر سا نہاں ہے چرخ کے سرپوش میں دریا

مرزا رحیم الدین حیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya

Mirza Rahimuddin Haya

bahut sarshaar tha apne sarasar josh mein dariya
tamanche mauj ke khae to aaya hosh mein dariya

Duboya josh-e-wahshat mein hamein sahra-nawardi ne
bahaya aablon ne panw ke pa-posh mein dariya

na chheD ai sozan-e-mizhgan mere dil ke phaphole ko
ki hikmat se kiya hai band is sar-posh mein dariya

jahaz-e-ulfat-e-dil ka nigahban hai KHuda hi ab
samundar ki tarah aaya hai gham ka josh mein dariya

gala kaTa chhure se apna mizhgan ke tasawwur mein
bahaya shab lahu ka hum ne baala-posh mein dariya

bharosa kuchh nahin sail-e-fana ki aashnai ka
kahe hai ye hababon ke hamesha gosh mein dariya

jo chhoDin machhliyan mehndi laga kar us ne panw mein
kaf-e-pa ka pasina ban gaya pa-posh mein dariya

meri ashkon ki tughyani 'haya' kya sar uThaengi
samundar sa nihan hai charKH ke sar-posh mein dariya

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya written by Mirza Rahimuddin Haya at UrduPoint. Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya is one of the masterpieces written by Mirza Rahimuddin Haya. You can also find the complete poetry collection of Mirza Rahimuddin Haya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Rahimuddin Haya' above.

Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahut Sarshaar Tha Apne Sarasar Josh Mein Dariya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.