Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs, Urdu Ghazal By Miskeen Shah

Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Miskeen Shah. Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کل ہم سے ملاقات میں وہ یار جو کی بحث

مسکین شاہ

کل ہم سے ملاقات میں وہ یار جو کی بحث

میں بھی وہیں اک بات میں بیزار ہو کی بحث

لڑتے نہ کسی طرح سے اس سے کبھی ہرگز

پر کیا کروں اس وقت میں لاچار ہو کی بحث

لایا تھا مرے دل کی گرفتاری کا سامان

اس واسطے میں اس سے بہ تکرار ہو کی بحث

سمجھا کے لگا کہنے کہ آ ہم سے تو مل جا

میں تیرے لیے بر سر بازار ہو کی بحث

مسکینؔ نہ جو تو ہم سے اگر دل سے ملے گا

کیوں تو نے مرا مثل خریدار ہو کی بحث

مسکین شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs

Miskeen Shah

kal hum se mulaqat mein wo yar jo ki bahs
main bhi wahin ek baat mein bezar ho ki bahs

laDte na kisi tarah se us se kabhi hargiz
par kya karun us waqt main lachaar ho ki bahs

laya tha mere dil ki giraftari ka saman
is waste main us se ba-takrar ho ki bahs

samjha ke laga kahne ki aa hum se tu mil ja
main tere liye bar-sar-e-bazar ho ki bahs

'miskin' na jo tu hum se agar dil se milega
kyun tu ne mera misl-e-KHaridar ho ki bahs

(557) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs written by Miskeen Shah at UrduPoint. Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs is one of the masterpieces written by Miskeen Shah. You can also find the complete poetry collection of Miskeen Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Miskeen Shah' above.

Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.