Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut, Urdu Ghazal By Moazzam Ali Khan

Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moazzam Ali Khan. Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترک الفت میں ہے آرام بہت

معظم علی خاں

ترک الفت میں ہے آرام بہت

گل رخو ہو چکے بدنام بہت

ہم ہی نادان تھے جرأت نہ ہوئی

کوئی آیا تو لب بام بہت

ہو مقدر تو قدم چومے گی

سمت منزل تو ہیں دو گام بہت

ٹمٹماتے ہیں گئی رات دیے

جگمگاتے تھے سر شام بہت

بھول جاتا ہوں میں خود کو اکثر

یاد آتے ہیں کئی نام بہت

دیدہ ور فرق سمجھ لیں شاید

یوں معظمؔ کے ہیں ہم نام بہت

معظم علی خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut

Moazzam Ali Khan

tark-e-ulfat mein hai aaram bahut
gul-ruKHo ho chuke badnam bahut

hum hi nadan the jurat na hui
koi aaya to lab-e-baam bahut

ho muqaddar to qadam chumegi
samt-e-manzil to hain do-gam bahut

TimTimate hain gai raat diye
jagmagate the sar-e-sham bahut

bhul jata hun main KHud ko aksar
yaad aate hain kai nam bahut

dida-war farq samajh len shayad
yun 'muazzam' ke hain hamnam bahut

(621) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut written by Moazzam Ali Khan at UrduPoint. Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut is one of the masterpieces written by Moazzam Ali Khan. You can also find the complete poetry collection of Moazzam Ali Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moazzam Ali Khan' above.

Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tark-e-ulfat Mein Hai Aaram Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.