Hijr Ki Raat Aur Kya Karte, Urdu Ghazal By Moeen Fayyazi

Hijr Ki Raat Aur Kya Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moeen Fayyazi. Hijr Ki Raat Aur Kya Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Ki Raat Aur Kya Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر کی رات اور کیا کرتے

معین فیاضی

ہجر کی رات اور کیا کرتے

تیرے آنے کی بس دعا کرتے

ہم سے توہین عشق ہو نہ سکی

کس طرح عرض مدعا کرتے

انگلیاں ہو گئیں فگار اپنی

کتنے مکتوب ہم لکھا کرتے

دار پہ ہم کو کھینچنے والو

ہم بہر حال حق کہا کرتے

جب کہ ماحول ہی برا ہے معینؔ

کیا کسی سے کوئی گلہ کرتے

معین فیاضی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Ki Raat Aur Kya Karte

Moeen Fayyazi

hijr ki raat aur kya karte
tere aane ki bas dua karte

hum se tauhin-e-ishq ho na saki
kis tarah arz-e-muddaa karte

ungliyan ho gain figar apni
kitne maktub hum likha karte

dar pe hum ko khinchne walo
hum bahar-haal haq kaha karte

jab ki mahaul hi bura hai 'muin'
kya kisi se koi gila karte

(540) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijr Ki Raat Aur Kya Karte written by Moeen Fayyazi at UrduPoint. Hijr Ki Raat Aur Kya Karte is one of the masterpieces written by Moeen Fayyazi. You can also find the complete poetry collection of Moeen Fayyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moeen Fayyazi' above.

Hijr Ki Raat Aur Kya Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Ki Raat Aur Kya Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.