Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye, Urdu Ghazal By Mohaamad Tahseen Asrar

Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohaamad Tahseen Asrar. Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی الم کے لئے ہے کوئی خوشی کے لئے

محمد تحسین اسرار

کوئی الم کے لئے ہے کوئی خوشی کے لئے

ہیں آزمائشیں ہر لمحہ آدمی کے لئے

خدا کے واسطے دامن کشاں نہ ہو مجھ سے

میں چھوڑ سکتا ہوں دنیا تری خوشی کے لئے

سکون ملتا ہے دنیا میں امتحان کے بعد

اسی لئے یہ ضروری ہے ہر کسی کے لئے

اسی نے لوٹ لیا اپنا کاروان حیات

چنا تھا ہم نے جسے اپنی رہبری کے لئے

یہیں پہ اپنے پرائے سمجھ میں آتے ہیں

ضروری ہے غم دوراں بھی زندگی کے لئے

ضرور کرتا ہے وہ ہم پہ رحمتوں کا نزول

جہاں بھی جاتے ہیں ہم اس کی بندگی کے لئے

محمد تحسین اسرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye

Mohaamad Tahseen Asrar

koi alam ke liye hai koi KHushi ke liye
hain aazmaishen har lamha aadmi ke liye

KHuda ke waste daman-kashan na ho mujh se
main chhoD sakta hun duniya teri KHushi ke liye

sukun milta hai duniya mein imtihan ke baad
isi liye ye zaruri hai har kisi ke liye

usi ne luT liya apna karwan-e-hayat
chuna tha hum ne jise apni rahbari ke liye

yahin pe apne parae samajh mein aate hain
zaruri hai gham-e-dauran bhi zindagi ke liye

zarur karta hai wo hum pe rahmaton ka nuzul
jahan bhi jate hain hum us ki bandagi ke liye

(348) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye written by Mohaamad Tahseen Asrar at UrduPoint. Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye is one of the masterpieces written by Mohaamad Tahseen Asrar. You can also find the complete poetry collection of Mohaamad Tahseen Asrar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohaamad Tahseen Asrar' above.

Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Alam Ke Liye Hai Koi KHushi Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.