Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun, Urdu Ghazal By Mohamamd Rafiq Nadvi Shad

Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohamamd Rafiq Nadvi Shad. Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بلندی منزلوں کی عزم سے بڑھ کر بناتا ہوں

محمد رفیق ندوی شاد

بلندی منزلوں کی عزم سے بڑھ کر بناتا ہوں

نشان راہ خورشید و مہ و اختر بناتا ہوں

یہ اپنا ذوق ہے کہ پتھروں کے شہر میں رہ کر

تمہارے واسطے شیشے کا ہمدم گھر بناتا ہوں

مصائب سے نہ گھبرانا مری فطرت میں شامل ہے

غم و رنج و الم کا روز اک دفتر بناتا ہوں

مرے شاہیں صفت بچے حد پرواز تک پہنچیں

کچھ اس انداز سے میں ان کے بال و پر بناتا ہوں

ہوں اپنی قوم کا جراح یوں کہتے ہیں اہل فن

اسی خاطر میں فکر و فن کے کچھ نشتر بناتا ہوں

مری غزلوں کا ایک اک شعر گویا اک سپاہی ہے

میں کاغذ کے سپاہی کاٹ کر لشکر بناتا ہوں

کہاں ممکن وہ اپنے شادؔ سے باتیں کریں دل کی

خیالوں میں وصال یار کے منظر بناتا ہوں

محمد رفیق ندوی شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun

Mohamamd Rafiq Nadvi Shad

bulandi manzilon ki azm se baDh kar banata hun
nishan-e-rah KHurshid-o-mah-o-aKHtar banata hun

ye apna zauq hai ki pattharon ke shahr mein rah kar
tumhaare waste shishe ka hamdam ghar banata hun

masaib se na ghabrana meri fitrat mein shamil hai
gham-o-ranj-o-alam ka roz ek daftar banata hun

mere shahin-sifat bachche had-e-parwaz tak pahunchen
kuchh is andaz se main un ke baal-o-par banata hun

hun apni qaum ka jarrah yun kahte hain ahl-e-fan
isi KHatir main fikr-o-fan ke kuchh nashtar banata hun

meri ghazlon ka ek ek sher goya ek sipahi hai
main kaghaz ke sipahi kaT kar lashkar banata hun

kahan mumkin wo apne 'shad' se baaten karen dil ki
KHayalon mein visal-e-yar ke manzar banata hun

(518) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun written by Mohamamd Rafiq Nadvi Shad at UrduPoint. Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun is one of the masterpieces written by Mohamamd Rafiq Nadvi Shad. You can also find the complete poetry collection of Mohamamd Rafiq Nadvi Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohamamd Rafiq Nadvi Shad' above.

Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bulandi Manzilon Ki Azm Se BaDh Kar Banata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.