Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin, Urdu Ghazal By Mohammad Aazam

Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Aazam. Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر نہ مانیں نہ سمجھو کہ جانتے ہی نہیں

محمد اعظم

اگر نہ مانیں نہ سمجھو کہ جانتے ہی نہیں

ضدوں کی بات بھی ہے کچھ مغالطے ہی نہیں

مطالبات محبت ہیں میں ہوں اور تم ہو

عجیب ہے یہ مثلث کہ زاویے ہی نہیں

مرے جنوں کے بھروسے پہ کہہ دیا اس نے

ہم آئے آپ کے گھر پر تو آپ تھے ہی نہیں

بیاض دل کی کریں تو کریں کہاں اصلاح

کتابت ایسی ہوئی ہے کہ حاشیے ہی نہیں

اسی محیط میں واپس پلٹ کے آنا تھا

تو بن کے ابر کبھی جا سے ہم اٹھے ہی نہیں

اجاڑ ہو گیا صحرائے دل کہ جیسے یہاں

غزال و ضیغم و کرگس کبھی رہے ہی نہیں

اب اس مقام پہ بیم و رجا ہیں بے معنی

کہ چاہتے ہیں اسے جس کو چاہتے ہی نہیں

یہی ہے راستہ اب دوریاں بڑھائیں گے

بڑھیں ہم اس کی طرف کیسے فاصلے ہی نہیں

کوئی فریب کہ ہم جس سے دل کو بہلائیں

تلاش کرتے ہیں خط اس نے جو لکھے ہی نہیں

محمد اعظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin

Mohammad Aazam

agar na manen na samho ki jaante hi nahin
zidon ki baat bhi hai kuchh mughaalate hi nahin

mutalibaat-e-mohabbat hain main hun aur tum ho
ajib hai ye musallas ki zawiye hi nahin

mere junun ke bharose pe kah diya us ne
hum aae aap ke ghar par to aap the hi nahin

bayaz-e-dil ki karen to karen kahan islah
kitabat aisi hui hai ki hashiye hi nahin

isi muhit mein wapas palaT ke aana tha
to ban ke abr kabhi ja se hum uThe hi nahin

ujaD ho gaya sahra-e-dil ki jaise yahan
ghazal o zaigham o kargas kabhi rahe hi nahin

ab is maqam pe bim-o-raja hain be-mani
ki chahte hain use jis ko chahte hi nahin

yahi hai rasta ab duriyan baDhaenge
baDhin hum us ki taraf kaise fasle hi nahin

koi fareb ki hum jis se dil ko bahlaen
talash karte hain KHat us ne jo likhe hi nahin

(716) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin written by Mohammad Aazam at UrduPoint. Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin is one of the masterpieces written by Mohammad Aazam. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Aazam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Aazam' above.

Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.