Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga, Urdu Ghazal By Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آلودۂ عصیاں خود کہ ہے دل وہ مانع عصیاں کیا ہوگا

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

آلودۂ عصیاں خود کہ ہے دل وہ مانع عصیاں کیا ہوگا

جو اپنی حفاظت کر نہ سکا وہ میرا نگہباں کیا ہوگا

ذوق دل شاہاں پیدا کر تاج سر شاہاں کیا ہوگا

جو لٹ نہ سکے وہ ساماں کر لٹ جائے جو ساماں کیا ہوگا

غم خانہ صنم خانہ ایواں یا خانۂ ویراں کیا ہوگا

قصہ ہے دل دیوانہ کا حیراں ہوں کہ عنواں کیا ہوگا

جو سیر چمن کو آتا ہے وہ طالب گل ہی ہوتا ہے

پوچھے کوئی ان نادانوں سے خار چمنستاں کیا ہوگا

کچھ شکوہ نہیں اتنا سن لے اے مست ستم ناوک افگن

دل ہی نہ رہے گا جب میرا پھر تیرا یہ پیکاں کیا ہوگا

اے ہنسنے ہنسانے والے جا افسردگئ دل بڑھتی ہے

جس کو ہو ازل سے نسبت غم ہنسنے سے وہ خنداں کیا ہوگا

آج اپنی نظرؔ سے وہ دیکھیں یہ سلسلۂ طوفاں آ کر

کل کہتے تھے جو حیراں ہو کر ساحل پہ بھی طوفاں کیا ہوگا

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

aaluda-e-isyan KHud ki hai dil wo man-e-isyan kya hoga
jo apni hifazat kar na saka wo mera nigahban kya hoga

zauq-e-dil-e-shahan paida kar taj-e-sar-e-shahan kya hoga
jo luT na sake wo saman kar luT jae jo saman kya hoga

gham-KHana sanam-KHana aiwan ya KHana-e-viran kya hoga
qissa hai dil-e-diwana ka hairan hun ki unwan kya hoga

jo sair-e-chaman ko aata hai wo talib-e-gul hi hota hai
puchhe koi un na-danon se KHar-e-chamanistan kya hoga

kuchh shikwa nahin itna sun le ai mast-e-sitam nawak-afgan
dil hi na rahega jab mera phir tera ye paikan kya hoga

ai hansne hansane wale ja afsurdagi-e-dil baDhti hai
jis ko ho azal se nisbat-e-gham hansne se wo KHandan kya hoga

aaj apni 'nazar' se wo dekhen ye silsila-e-tufan aa kar
kal kahte the jo hairan ho kar sahil pe bhi tufan kya hoga

(705) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Poetry

مسلماں دیکھ کر اب دل کی حیرانی نہیں جاتی

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Musalman Dekh Kar Ab Dil Ki Hairani Nahin Jati

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

کہیے کس درجہ وہ خورشید جمال اچھا ہے

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Kahiye Kis Darja Wo Khurshid-jamal Achchha Hai

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

نظارہ کروں کیسے تری جلوہ گری کا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Nazara Karun Kaise Teri Jalwagari Ka

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

جہاں میں جنس وفا کم ہے کالعدم تو نہیں

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

آلودۂ عصیاں خود کہ ہے دل وہ مانع عصیاں کیا ہوگا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Aaluda-e-isyan Khud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

منزل ملے بے حوصلۂ جاں نہیں دیکھا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

سر نہ سجدے سے اٹھا تاخیر پر تاخیر کر

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Sar Na Sajde Se Utha Takhir Par Takhir Kar

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

چہرہ ان کا صبح روشن گیسو جیسے کالی رات

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

You can read Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi at UrduPoint. Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga is one of the masterpieces written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi' above.

Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaluda-e-isyan KHud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.