Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat, Urdu Ghazal By Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چہرہ ان کا صبح روشن گیسو جیسے کالی رات

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

چہرہ ان کا صبح روشن گیسو جیسے کالی رات

باتیں ان کی سبحان اللہ گویا قرآں کی آیات

رخ کا جلوہ پنہاں رکھا پیدا کر کے مخلوقات

حسن ظاہر سب نے دیکھا کس نے دیکھا حسن ذات

جذبہ کی سب گرمی سردی بہتے اشکوں کی برسات

ہم نے سارے موسم دیکھے ہم پر گزرے سب حالات

غم کی ساری چالیں گہری بچتے بچتے آخر کار

دیکھا اس بے چارے دل نے بے بس ہو کر کھائی مات

جیتے جی کب دنیا پوچھے مرتے ہی اس درجہ پیار

ہاتھوں ہاتھ اٹھائے دنیا لائے اشکوں کی سوغات

حسن خود بیں جس کی فطرت شیخی شوخی ظلم و جور

دام الفت میں پھنس جائے میری آنکھوں دیکھی بات

عمر پایاں کی منزل میں عہد ماضی آئے یاد

اب بھی نظرؔ میں رقصاں میرے بھولے بچپن کے لمحات

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

chehra un ka subh-e-raushan gesu jaise kali raat
baaten un ki subhan-allah goya quran ki aayat

ruKH ka jalwa pinhan rakkha paida kar ke maKHluqat
husn-e-zahir sab ne dekha kis ne dekha husn-e-zat

jazbe ki sab garmi sardi bahte ashkon ki barsat
hum ne sare mausam dekhe hum par guzre sab haalat

gham ki sari chaalen gahri bachte bachte aaKHir-kar
dekha is bechaare dil ne bebas ho kar khai mat

jite-ji kab duniya puchhe marte hi is darja pyar
hathon-hath uThae duniya lae ashkon ki saughat

husn-e-KHud-bin jis ki fitrat sheKHi shoKHi zulm-o-jaur
dam-e-ulfat mein phans jae meri aankhon dekhi baat

umr-e-payan ki manzil mein ahd-e-mazi aae yaad
ab bhi 'nazar' mein raqsan mere bhule bachpan ke lamhat

(631) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Poetry

کہیے کس درجہ وہ خورشید جمال اچھا ہے

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Kahiye Kis Darja Wo Khurshid-jamal Achchha Hai

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

سر نہ سجدے سے اٹھا تاخیر پر تاخیر کر

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Sar Na Sajde Se Utha Takhir Par Takhir Kar

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

منزل ملے بے حوصلۂ جاں نہیں دیکھا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

نظارہ کروں کیسے تری جلوہ گری کا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Nazara Karun Kaise Teri Jalwagari Ka

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

مسلماں دیکھ کر اب دل کی حیرانی نہیں جاتی

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Musalman Dekh Kar Ab Dil Ki Hairani Nahin Jati

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

آلودۂ عصیاں خود کہ ہے دل وہ مانع عصیاں کیا ہوگا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Aaluda-e-isyan Khud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

جہاں میں جنس وفا کم ہے کالعدم تو نہیں

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

چہرہ ان کا صبح روشن گیسو جیسے کالی رات

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

You can read Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi at UrduPoint. Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat is one of the masterpieces written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi' above.

Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.