Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin, Urdu Ghazal By Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں میں جنس وفا کم ہے کالعدم تو نہیں

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

جہاں میں جنس وفا کم ہے کالعدم تو نہیں

ہمارے حوصلۂ دل کو یہ بھی کم تو نہیں

ہم ایک سانس میں پی جائیں جام جم تو نہیں

سرشک غم ہیں پئیں گے پر ایک دم تو نہیں

تمہارے قہر کی خاطر اکیلے ہم تو نہیں

نگاہ مہر بھی ڈالو تمہیں قسم تو نہیں

خدا کا گھر ہے مرا دل یہاں صنم تو نہیں

یہ مے کدہ تو نہیں ہے یہ کچھ حرم تو نہیں

مرے غموں کا تجھے کیا لگے گا اندازہ

کہ تجھ کو اپنے ہی غم ہیں پرائے غم تو نہیں

مرے خیال میں پیچیدگی سہی لیکن

تمہاری زلفوں کی مانند پیچ و خم تو نہیں

جنوں نہیں ہمیں پیچھے لگیں جو دنیا کے

خدا کے بندے ہیں ہم بندۂ شکم تو نہیں

ہزار کیف بہشت بریں میں ہیں لیکن

دل اپنا جس کا ہے خوگر وہ کیف غم تو نہیں

لگے گی دیر سنبھلنے میں لغزش دل سے

سنبھل کھڑے ہوں نظر لغزش قدم تو نہیں

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

jahan mein jins-e-wafa kam hai kal-adam to nahin
hamare hausla-e-dil ko ye bhi kam to nahin

hum ek sans mein pi jaen jam-e-jam to nahin
sarishk-e-gham hain piyenge par ek dam to nahin

tumhaare qahr ki KHatir akele hum to nahin
nigah-e-mehr bhi Dalo tumhein qasam to nahin

KHuda ka ghar hai mera dil yahan sanam to nahin
ye mai-kada to nahin hai ye kuchh haram to nahin

mere ghamon ka tujhe kya lagega andaza
ki tujh ko apne hi gham hain parae gham to nahin

mere KHayal mein pechidgi sahi lekin
tumhaari zulfon ki manind pech-o-KHam to nahin

junun nahin hamein pichhe lagen jo duniya ke
KHuda ke bande hain hum banda-e-shikam to nahin

hazar kaif bahisht-e-barin mein hain lekin
dil apna jis ka hai KHugar wo kaif-e-gham to nahin

lagegi der sambhalne mein laghzish0-e-dil se
sambhal khaDe hon nazar laghzish-e-qadam to nahin

(577) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Poetry

جہاں میں جنس وفا کم ہے کالعدم تو نہیں

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

سر نہ سجدے سے اٹھا تاخیر پر تاخیر کر

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Sar Na Sajde Se Utha Takhir Par Takhir Kar

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

منزل ملے بے حوصلۂ جاں نہیں دیکھا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

چہرہ ان کا صبح روشن گیسو جیسے کالی رات

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

نظارہ کروں کیسے تری جلوہ گری کا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Nazara Karun Kaise Teri Jalwagari Ka

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

آلودۂ عصیاں خود کہ ہے دل وہ مانع عصیاں کیا ہوگا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Aaluda-e-isyan Khud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

فتنہ زا فکر ہر اک دل سے نکال اچھا ہے

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Fitna-za Fikr Har Ek Dil Se Nikal Achchha Hai

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

کہیے کس درجہ وہ خورشید جمال اچھا ہے

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Kahiye Kis Darja Wo Khurshid-jamal Achchha Hai

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

You can read Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi at UrduPoint. Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin is one of the masterpieces written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi' above.

Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.