Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye, Urdu Ghazal By Mohammad Abdul Kabeer Hanfi

Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abdul Kabeer Hanfi. Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حق پسند حق آشنا ہو جائیے

محمد عبدالکبیر حنفی

حق پسند حق آشنا ہو جائیے

آپ اپنا آئنہ ہو جائیے

شرط ان کی آؤ موسیٰ کی طرح

اپنی ضد جلوہ نما ہو جائیے

اور کب تک ظلمتوں کا تذکرہ

روشنی کا سلسلہ ہو جائیے

رہزنی میں پردہ داری شرط ہے

ایسا کیجے رہنما ہو جائیے

خاک ہونا ہی مقدر ہے تو پھر

خاک پائے مصطفیٰ ہو جائیے

محمد عبدالکبیر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye

Mohammad Abdul Kabeer Hanfi

haq-pasand haq-ashna ho jaiye
aap apna aaina ho jaiye

shart un ki aao musa ki tarah
apni zid jalwa-numa ho jaiye

aur kab tak zulmaton ka tazkira
raushni ka silsila ho jaiye

rahzani mein parda-dari shart hai
aisa kije rahnuma ho jaiye

KHak hona hi muqaddar hai to phir
KHak-e-pa-e-mustafa ho jaiye

(507) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye written by Mohammad Abdul Kabeer Hanfi at UrduPoint. Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye is one of the masterpieces written by Mohammad Abdul Kabeer Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abdul Kabeer Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abdul Kabeer Hanfi' above.

Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haq-pasand Haq-ashna Ho Jaiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.