Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log, Urdu Ghazal By Mohammad Abdul Kabeer Hanfi

Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abdul Kabeer Hanfi. Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

الجھنوں کا شکار ہیں ہم لوگ

محمد عبدالکبیر حنفی

الجھنوں کا شکار ہیں ہم لوگ

یعنی غفلت شعار ہیں ہم لوگ

کرکے سوراخ بادبانوں میں

کشتیوں پر سوار ہیں ہم لوگ

کم تھے پھر بھی شمار ہوتے تھے

اب فقط بے شمار ہیں ہم لوگ

کوئی ہم پر کرے حکومت کیوں

اخروی تاجدار ہیں ہم لوگ

کوئی ہم کو مٹا نہ پائے گا

ابن حق کا شعار ہیں ہم لوگ

محمد عبدالکبیر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log

Mohammad Abdul Kabeer Hanfi

uljhanon ka shikar hain hum log
yani ghaflat-shiar hain hum log

karke suraKH baadbanon mein
kashtiyon par sawar hain hum log

kam the phir bhi shumar hote the
ab faqat be-shumar hain hum log

koi hum par kare hukumat kyon
uKHrawi tajdar hain hum log

koi hum ko miTa na paega
ibn-e-haq ka shiar hain hum log

(355) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log written by Mohammad Abdul Kabeer Hanfi at UrduPoint. Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log is one of the masterpieces written by Mohammad Abdul Kabeer Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abdul Kabeer Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abdul Kabeer Hanfi' above.

Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uljhanon Ka Shikar Hain Hum Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.