Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Abid Ali Abid

Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abid Ali Abid. Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہسار کے دامن میں ہوا تیز بہت ہے

محمد عابد علی عابد

کہسار کے دامن میں ہوا تیز بہت ہے

پر یہ کہ مرا دوست کم آمیز بہت ہے

اتنا نہ ہوئے ہوتے ہم افسردہ وطن میں

ہجرت میں تری یاد غم انگیز بہت ہے

حسن آتا ہے اشیاء میں موقع سے محل سے

ہر مار سیہ زلف دل آویز بہت ہے

برسات کے موسم میں کرے نالہ نہ کوئی

بارش سے یہاں سیل رواں تیز بہت ہے

جو نور ہے چہرے پہ عبادت کے عوض ہے

عابدؔ کا تو ان اشیاء سے پرہیز بہت ہے

محمد عابد علی عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai

Mohammad Abid Ali Abid

kohsar ke daman mein hawa tez bahut hai
par ye ki mera dost kam-amez bahut hai

itna na hue hote hum afsurda watan mein
hijrat mein teri yaad gham-angez bahut hai

husn aata hai ashya mein mauqa se mahal se
har mar-e-siyah-zulf dil-awez bahut hai

barsat ke mausam mein kare nala na koi
barish se yahan sail-e-rawan tez bahut hai

jo nur hai chehre pe ibaadat ke ewaz hai
'abid' ka to in ashya se parhez bahut hai

(597) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai written by Mohammad Abid Ali Abid at UrduPoint. Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Abid Ali Abid. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abid Ali Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abid Ali Abid' above.

Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kohsar Ke Daman Mein Hawa Tez Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.