Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera, Urdu Ghazal By Mohammad Ahmad Ramz

Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ahmad Ramz. Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈوبنا ہے اس سے یہ اقرار کر لینا مرا

محمد احمد رمز

ڈوبنا ہے اس سے یہ اقرار کر لینا مرا

پھر بہ آسانی سمندر پار کر لینا مرا

کون پوچھے مجھ سے میری گوشہ گیری کا سبب

کون سمجھے در کبھی دیوار کر لینا مرا

ایک خوشبو بن کے گزرے سر سے سارے گرم و سرد

اس کا چہرہ تھامنا اور پیار کر لینا مرا

بن گیا لوگوں کی شان کج کلاہی کا سوال

اپنے سر کو لائق دستار کر لینا مرا

رمزؔ اس کو دے گیا اک طرز فریاد و فغاں

بند آنکھوں کو لب اظہار کر لینا مرا

محمد احمد رمز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera

Mohammad Ahmad Ramz

Dubna hai us se ye iqrar kar lena mera
phir ba-asani samundar par kar lena mera

kaun puchhe mujh se meri gosha-giri ka sabab
kaun samjhe dar kabhi diwar kar lena mera

ek KHushbu ban ke guzre sar se sare garm o sard
us ka chehra thamna aur pyar kar lena mera

ban gaya logon ki shan-e-kaj-kulahi ka sawal
apne sar ko laeq-e-dastar kar lena mera

'ramz' us ko de gaya ek tarz-e-fariyaad-o-fughan
band aankhon ko lab-e-izhaar kar lena mera

(649) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera written by Mohammad Ahmad Ramz at UrduPoint. Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera is one of the masterpieces written by Mohammad Ahmad Ramz. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ahmad Ramz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ahmad Ramz' above.

Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.