KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun, Urdu Ghazal By Mohammad Ahmad Ramz

KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ahmad Ramz. KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خلا میں ہو ارتعاش جیسے کچھ ایسا منظر ہے اور میں ہوں

محمد احمد رمز

خلا میں ہو ارتعاش جیسے کچھ ایسا منظر ہے اور میں ہوں

یہ کرب تخلیق کا دھواں ہے جو میرے اندر ہے اور میں ہوں

ہزار رنگوں میں اپنی لہروں پہ شام ابھرتی ہے ڈوبتی ہے

چہار اطراف آئینہ ہیں وہ زلف ابتر ہے اور میں ہوں

مرے سوا کچھ نہیں کہیں بھی ازل ابد ایک خواب مستی

زمیں قدم بھر ہے میرے نیچے فلک نگہ بھر ہے اور میں ہوں

سیاہ گرداب سی خلا میں کسی کو تو ڈوبنا ہے آخر

سفر کا ساتھی بس اک ستارہ مرے برابر ہے اور میں ہوں

مجھے خبر ہے کہ رمزؔ کتنی سماعتیں زخم زخم ہوں گی

لہو کی ہیں کچھ حکایتیں اور زبان خنجر ہے اور میں ہوں

محمد احمد رمز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun

Mohammad Ahmad Ramz

KHala mein ho irtiash jaise kuchh aisa manzar hai aur main hun
ye karb-e-taKHliq ka dhuan hai jo mere andar hai aur main hun

hazar rangon mein apni lahron pe sham ubharti hai Dubti hai
chahaar atraf aaina hain wo zulf-e-abtar hai aur main hun

mere siwa kuchh nahin kahin bhi azal abad ek KHwab-e-masti
zamin qadam-bhar hai mere niche falak nigah-bhar hai aur main hun

siyah girdab si KHala mein kisi ko to Dubna hai aaKHir
safar ka sathi bas ek sitara mere barabar hai aur main hun

mujhe KHabar hai ki 'ramz' kitni samaaten zaKHm zaKHm hongi
lahu ki hain kuchh hikayaten aur zaban-e-KHanjar hai aur main hun

(604) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun written by Mohammad Ahmad Ramz at UrduPoint. KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun is one of the masterpieces written by Mohammad Ahmad Ramz. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ahmad Ramz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ahmad Ramz' above.

KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHala Mein Ho Irtiash Jaise Kuchh Aisa Manzar Hai Aur Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.