Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein, Urdu Ghazal By Mohammad Ahmad Ramz

Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ahmad Ramz. Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کے جنوں کا خواب ہے کن تعبیروں میں

محمد احمد رمز

اس کے جنوں کا خواب ہے کن تعبیروں میں

اچھا وہ لگتا ہے جکڑا زنجیروں میں

اب تو میرے لہو تک بات پہنچتی ہے

کون سا رنگ بھروں اس کی تصویروں میں

بن جاتے ہیں ایک خبر ڈھہ جانے کی

اپنا شمار بھی ہے کچی تعمیروں میں

اس کا ترکش خالی ہونے والا ہے

میرے نام کا تیر ہے کتنے تیروں میں

مجھ سے سیکھو حرف و نوا کی جادوگری

ڈھونڈ رہے ہو کیا اندھی تحریروں میں

مرے زیر قدم ہے رمزؔ اقلیم سخن

اک دنیا یہ بھی ہے مری جاگیروں میں

محمد احمد رمز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein

Mohammad Ahmad Ramz

us ke junun ka KHwab hai kin tabiron mein
achchha wo lagta hai jakDa zanjiron mein

ab to mere lahu tak baat pahunchti hai
kaun sa rang bharun us ki taswiron mein

ban jate hain ek KHabar Dhah jaane ki
apna shumar bhi hai kachchi tamiron mein

us ka tarkash KHali hone wala hai
mere nam ka tir hai kitne tiron mein

mujh se sikho harf-o-nawa ki jadugari
DhunD rahe ho kya andhi tahriron mein

mere zer-e-qadam hai 'ramz' iqlim-e-suKHan
ek duniya ye bhi hai meri jagiron mein

(700) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein written by Mohammad Ahmad Ramz at UrduPoint. Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein is one of the masterpieces written by Mohammad Ahmad Ramz. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ahmad Ramz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ahmad Ramz' above.

Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uske Junun Ka KHwab Hai Kin Tabiron Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.