Aap To Raat So Liye Sahab, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Mauj Rampuri

Aap To Raat So Liye Sahab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Mauj Rampuri. Aap To Raat So Liye Sahab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap To Raat So Liye Sahab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ تو رات سو لیے صاحب

محمد علی موج رام پوری

آپ تو رات سو لیے صاحب

ہم نے تکیے بھگو لیے صاحب

درد کی دھول غم کی باد سموم

گھر کا دروازہ کھولیے صاحب

اس کے دامن کو چھو کے آئے ہیں

ہم کو پھولوں میں تولیے صاحب

تلخیوں کا مزاج بدلے گا

زہر میں قند گھولیے صاحب

دیکھیے خود کو میرے چہرے میں

عکس شیشے میں تولیے صاحب

ہم بھی منہ میں زبان رکھتے ہیں

اتنا اونچا نہ بولئے صاحب

موجؔ سے موج ہے اشارہ کناں

بادبانوں کو کھولیے صاحب

محمد علی موج رام پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap To Raat So Liye Sahab

Mohammad Ali Mauj Rampuri

aap to raat so liye sahab
hum ne takiye bhigo liye sahab

dard ki dhul gham ki baad-e-sumum
ghar ka darwaza kholiye sahab

us ke daman ko chhu ke aae hain
hum ko phulon mein tauliye sahab

talKHiyon ka mizaj badlega
zahar mein qand gholiye sahab

dekhiye KHud ko mere chehre mein
aks shishe mein tauliye sahab

hum bhi munh mein zaban rakhte hain
itna uncha na boliye sahab

'mauj' se mauj hai ishaara-kunan
baadbanon ko kholiye sahab

(865) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap To Raat So Liye Sahab written by Mohammad Ali Mauj Rampuri at UrduPoint. Aap To Raat So Liye Sahab is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Mauj Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Mauj Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Mauj Rampuri' above.

Aap To Raat So Liye Sahab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap To Raat So Liye Sahab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.